Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKhandan (1965)
HomeKhandan (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa dance karen aaaa dance karen thoda romance karen nazar nazar mein hua hai sauda tere mere dil ka haaayeeee aaaa dance karen thoda romance karen nazar nazar mein hua hai sauda tere mere dil ka aa aa aa aaaa dance karen phiki hai zindgani dam bhar mein ho suhaani thodi si meharbaani kar do honey phiki hai zindgani dam bhar mein ho suhaani thodi si meharbaani kar do honey raahi hoon door ka main banda huzur ka main zulfon ki chaahta hoon chhanv ghani dil hai mera bhi o sanam tera pyaasaa aa aa aa aaaa dance karen thoda romance karen nazar nazar mein hua hai sauda tere mere dil ka haaye aaaa dance karen la la laaaaaaa la la laaaa laaa la la lala lala laaa mausam hai aashiqui ka masti ka bekhudi ka phir kyun na zindagi ka aaye mazaa mausam hai aashiqui ka masti ka bekhudi ka phir kyun na zindagi ka aaye mazaa thukraa ke ye zamaana kar le kahin thikana apna to hai iraada tera hai kyaa dil hai mera bhi o sanam tera pyaasa aaaaaaaaa aaaa dance karen thoda romance
o o o o o o o o badi der bhai nandlala teri raah take brijbala gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re koi na jaaye kunj galin mein tujh bin kaliyaa chunne ko taras rahe hain taras rahe hain jamuna ke tat dhun murli ki sunne ko ab to daras dikha de natkhat kyun dubidha mein daala re sankat mein hai aaj wo dharti jis par tune janam liya pura kar de o o o o o pura kar de aaj wachan wo geeta mein jo toone diya koi nahin hai tujh bin mohan bharat ka rakhwaala re gwaal baal ek ek se poochhe kahaan hai murli waala re
mujhe jab jab bahaaron ka zamaana yaad aayega kahin apna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha mujhko barbaadi ka koi ghum nahin mujhko barbaadi ka koi ghum nahin ghum hai barbaadi ka kyun charcha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha ek chhota sa tha mera aashiyaan ek chhota sa tha mera aashiyaan aaj tinke se alag tinka hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha sochta hoon apne ghar ko dekh kar sochta hoon apne ghar ko dekh kar ho na ho ye hai mera dekha hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha dekhne waalon ne dekha hai dhunwa dekhne waalon ne dekha hai dhunwa kisne dekha dil mera jalta hua kal chaman tha aaj ek sehra hua dekhte hi dekhte ye kya hua kal chaman tha
main sunata hoon tujhe ek kahani sunle o mere laal zara meri zubaani sunle mere nanne mere munne meri aulaad hai tu maine bhagwaan se jo ki thi wo fariyaad hai tu baap hoon tera magar tujhko khila sakta nahin dono haathon se kabhi tujhko utha sakta nahin tu agar chahe ke ban jaaun main tera ghoda jo na ban paaun to dukh hoga tujhe bhi thoda lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe lekin ik baat mere bachche tujhe yaad rahe dil teri maa ka tere pyaar se aabaad rahe tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala badkismat ke ghar mein hua hai paida kismatwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri tere do haathon ki taqat hi taqdeer hai teri mehnat jiska naam hai beta wo jagir hai teri har mushkil se lad sakta hai do do haathon wala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala tu hoke bada ban jaana apni maata ka rakhwala
oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa
tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho koi meri aankhon se dekhe to samjhe ke tum mere kya ho ke tum mere kya ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho naa jaane magar kinn khayaalon mein gum ho jidhar dekhti hoon udhar tum hi tum ho naa jaane magar kinn khayaalon mein gum ho mujhe dekhkar tum zara muskuraa do nahin to main samjhungi mujh se khafaa ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho tumhin mere maathe ki bindiyaa ki jhilmil tumhin mere haanthon ke gajron ki manzil tumhin mere maathe ki bindiyaa ki jhilmil tumhin mere haanthon ke gajron ki manzil main hoon ek chhoti si maati ki gudiyaa tumhin praan mere tumhin aatmaa ho tum hi mere mandir tum hi meri pooja tum hi devta ho tum hi devta ho bahot raat beeti chalo main sulaa doon pawan chhede sargam main lori sunaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Dance Karen Thoda Khandan (1965) 02:51 13541
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar, Mumtaj
Duration : 02:51   Song Number : 13541   

Badi Der Bhai Nandlala Khandan (1965) 03:55 13542
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:55   Song Number : 13542   

Kal Chaman Tha Khandan (1965) 04:44 13545
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 13545   

Main Sunata Hoon Tujhe Khandan (1965) 05:37 13543
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:37   Song Number : 13543   

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

Tum Hi Mere Mandir Khandan (1965) 05:58 21381
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:58   Song Number : 21381